Join Pak Navy as PN Cadet 2019 B For Permanent Commission Apply Online

Yeh page Join Pak Navy as PN Cadet 2019 B For Permanent Commission Apply Online kay baray mein hay jis mein Pak Navy nay job kaliay application mangi hain.Pak Navy hamaray country ki mashoor aur best defence force hay jis nay aaj Pakistan kay Male candidates say Pak Navy mein as PN Cadet for Permanent Commission ko join karnay ki good news di hay.Registration kaliay ap Pak Navy ki official website www.joinpaknavy.gov.pk  pay ja saktay hain.

Yeh uun kaliay aik zabardast news hay jo Pak Navy ko join karnay ki khawaish rakhtay hain.Select honay walay candidates ko aik achi salary aur facilities di jay gi.Tu hum nay iin ka eligibility criteria aur applying conditions nechay di hain iin ko carefully read karain aur online registration kar dain.
Join Pak Navy as PN Cadet 2019 B/www.joinpaknavy.gov.pk


Join Pak Navy as PN Cadet 2019 B For Permanent Commission Apply Online

Newspaper: Daily Jang

Advertisement Date: May 19,2019

Job Location: Lahore, Islamabad, Karachi, Peshawar, Quetta, Gujranwala, Multan,

Last Date: June 02,2019

Education: Intermediate,Matric

Address: Defence Road E-9, Islamabad Capital Territory

Orgination: Pak Navy

Who Can Apply: Male

Job Type: PERMANENT

Age Requires:16 say 21 saal

Total Vacancies:500

Salary: PKR 40000-50000/Month

Skill Required: Intelligent, Physical Fit

Vacancy To Join Pak Navy as Pn Cadet 2019 B

  • PN Cadet

Eligibility To Join Pak Navy as PN Cadet 2019 B


  1. Job ko sirf Unmarried Male hi apply kar saktay hain
  2. Wo candidates jo apkistan ki nationality rakhtay hain iis job kaliay registration karwa saktay hain.
  3. Apply karnay walay candidates ki Height 5 Feet aur 4 Inches hona zarori hay.
  4. Civilian candidates ki age 16 ½ say 21 saal kay darmiyaan honi chahiay.
  5. Armed Forces kay  candidates ki age 17 say 23 saal kay darmiyaan honi chahiay.

Education To Join Pak Navy as PN Cadet  2019 B

Apply karnay walay candidates nay Matri, FSc aur O &A level 60% marks say pass kia hoa ho nechay diay gay subjects kay sath,
  1. Physics, Maths, Chemistry
  2. Physics, Maths, Computer Science
  3. Physics Maths, Statistics
  4. Wo candidates jo FSc part 2 mein appear hoay hain aur uun kay aprt 1 mein 65% marks hain wo bhi iis job kaliay apply kar saktay hain.
  5. Baloch Candidates ko FSc mein 10% marks ki relaxation di jay gi aur A-level mein 60% ki bajay 50%  marks pay apply kar saktay hain.

How To apply For PN Cadet Jobs 2019

Wo candidates jo iis job ko apply karna chahatay hain uun ko official website www.joinpaknay.gov.pkpay register karna ho ga.
Registration 20 May say 02 June tak Jari rahay gi.
Naval Headquarters Recruitment Director ko bheeji gai application ko entertain nahen kia jay ga.
Registration ki Last Date June 02,2019 hay.
Selection Procedure For PN Cadet Jobs 2019
  1. Selection procedure mein sab say pehlay candidates ko entry test say guzarna ho ga jo 11 June ko lia jay ga.Entry test intelligent test aur academic test(English, Physics.Maths, General Knowledge) pay mushtamil ho ga.
  2. Entry test mein kamyaab candidates ka medical aur interview lia jay ga jo ap kay respective selection centres pay ho ga.
  3. Candidates ko apnay teeth aur ears kisi specialist say clean karwana ho gay.
  4. Final tests aur interview ISSB mein lia jay ga aur final medical CMH ya Naval Hospital mein ho ga.
  5. Final selection merit pay ki jay gi.

Benefits To Join Pak Navy as PN Cadet 2019 B

  1. Apna aur apni family ka free medical treatment
  2. Marriage kay bahad family accommodation aur house rent ki facility ho gi.
  3. Abroad mein courses aur visit karnay ka moqa milay ga.
  4. Ap ko aur ap ki family ko railways yar Air travelling pay 50% concession milay gi.

Join Pak Navy as PN Cadet 2019 B For Permanent Commission  mein abi apply karain  because yeh uun logoon kaliay aik behtareen opportunity hay jihoon nay abi Matric, Fsc aur O-Level 60% marks say pass kia hay.
For Online Registration: Click Here

Leave a Comment