mein aisay condidates say application mangi hain jo highly qualified aur hardworking hain. Ap iis job kaliay bataur Additional Director Aviation Security aur Additional Director Aviation Vigilance Apply kar saktay hain. Yeh job ap kay bright career kaliay behtareen sabit ho sakti hay. CAA Pakistan ka aik gabile ihtimaad idara hay. Iis idaray mein ap ko salary ka aik acha package bhi dia jay ga aur service kay sath iis mein izaffa bhi ho ga.Ap iis job kaliay online registration CAA ki official website www.caapakistan.com.pk par karwa saktay hain. Agar ap ko bhi CAA ki jobs pasand hain tu yeh ap kaliay aik behtareen moqa hay. Yahan pay mein ap ko iis job ki detail kay sath tafseel bataoon ga iin carefully read kar kay apnay career ka aghaaz karain.
: Graduate
Eligibility Criteria For Additional Director Aviation Security
- Management Cadre mein kum iz kum 20 saal ka experience ho aur kisi multinational idaraay/Military /public sector mein security kay problems solve karnay ka 5 saal ka experience ho.
- Security audit conduct karanay ka experience hona chahiay
- Security ko mustahkum rakhnay kaliay SOPs banay ka experience.
- Security kay problems kaliay security control bananay ka experience ho.
- Security kay mutaliq qawaneen par amal daramad karwany ki samajh boojh ho.
- Administrative amoor ko chalanay ki capability ho.
- Dianatdaari aur lagun ho.
- ICAO kay standards ka knowledge ho.
- Age Requirement
- Age relaxation kay sath maximum age 57 years.
- Position : 01 On merit
Eligibility Criteria For Additional Director Aviation Vigilance
- Management cadre mein nigraani (Vigilance) ka 20 saal ka experience ho aur kisi multinational idaray, military aur public sector mein Vigilance kay problems solve karanay ka 5 saal ka experience ho.
- Nigraani ko mustahkum kaliay quality control build karnay ka tajarba
- Idaray ki hadood mein vigilance ko yaqeeni bananay kaliay SOPs develop karnay ka experience ho.
- Nigraani kay mutaliq qawaneen par amal daramt karanay ki pori samajh boojh ho.
- Nigraani mein dianat daari aur lagun ho.
- Faisla saazi aur masooba sazi mein maharat ho.
How To Apply For Pakistan Civil Aviation Authority (CAA) Jobs 2019
Terms Of Reference For Pakistan Civil Aviation Authority (CAA) Jobs 2019
- Ooper di gai tamaam sharait ko pora na karnay walay condidates ko consider nahen kia jay ga.
- Interview karachi Islamabad, lahore, Peshawar aur Quetta mein muaaqid ho gay jis kalaiy separate notices bhejay jay gain.
- Interview kaliay bulaee janay walay condidates ko asli documents show karwanay paray gain.
- Interview kaliay anay waloon ko TA/DA nahen dia jay ga.
- Medical kay bahad hi job confirm ki jay gi.
- CAA ki zaroorat kay mutabiq condidates ko pakistan kay kisi b city mein bheeja ja sakta hay.
- Wrong information denay waly condidates ko reject kia jay ga.
- Condidates ki taraf say di janay walay Documents kisi bhi waqat jahli sabit ho gay tu condidate ko ussi waqat service say fariq kar dia jay ga.
For More Jobs CLICK HERE